All praise is to Allah, the Lord Of The Creation. The Most Gracious, the Most Merciful. Owner of the Day of Recompense. Who blessed us being the Ummah of His Beloved Rasool Sallallaho Alaihi wa Sallam. Who sanctified our hearts with the Love and Affection towards His Beloved Rasool Sallallaho Alaihi wa Sallam. Who blessed us with the most precious treasure of Iman (Faith). Countless Salutations, Peace and Blessings of Allah be upon the Cream of the Creation; Mercy for all Worlds; Seal of the Prophets Sayyiduna wa Mawlana MuHammadur Rasoolullah Sallallaho Alaihi wa Sallam, His Blessed Parents, His entire Family(Ahle Bait), His Progeny, His Companions and all those who Follow Him!!
Abdullah ibn Abbas RadiAllahu Anhum se rivayat hay ki Allah ke Rasool Sallallahu Alaihi wa Ala Aalihi wa Sallam ne farmaya: “Ay Aulade Abdul Muttalib, May ne Allah se Tumhare liye Teen (3) chize mangi; ki Woh Tumhare Dilo ko (Apne deen par) Sabit rakhe, yeh ki Woh Sikhae (Allah ka) Deen tumhare Jahil aur anpadh ko aur hidayat de tuhare Gumarah ko, aur yeh ki Woh Tumhe Bana de Bhala Ehsan karnewala, Sakhi aur Mehboob ek dusre ke liye. To agar koi insan Namaze padh ta rahe sari zindagi Rukn (Kabatullah) aur Maqam (Ibrahim) ke bich Kahada ho kar, aur Roze rakhta rahe par woh Mare is Haal me ki uske Dil me Hasad wa Kina ho Ahle Bait e Muhammad ﷺ ke liye to use Jahannam me dal diya jae ga.”
Hadith English:
[Mustadrak al-Hakim, Vol. 3, Page 162, Hadith : 4712 & Tabarani in Al-Kabir, Vol. 11, Page 142, Hadith : 11412]
Web Source: https://islamromanurdu.com/tag/mustadrak-al-hakim-vol-3-page-162-hadith-4712/
Sahih Bukhari 5996Sahih Bukhari 5996 - Read the complete text of Sahih Bukhari 5996 below.…
Sahih Bukhari 5995Sahih Bukhari 5995 - Read the complete text of Sahih Bukhari 5995 below.…
Sahih Bukhari 5994Sahih Bukhari 5994 - Read the complete text of Sahih Bukhari 5994 below.…
Sahih Bukhari 5993Sahih Bukhari 5993 - Read the complete text of Sahih Bukhari 5993 below.…
Sahih Bukhari 5992Sahih Bukhari 5992 - Read the complete text of Sahih Bukhari 5992 below.…
Sahih Bukhari 5991Sahih Bukhari 5991 - Read the complete text of Sahih Bukhari 5991 below.…
This website uses cookies.